मुझमे भी मगर कोई तो तन्हा ज़रूर है.
तूफ़ान मुझसे होक गुज़रते हैं किसलिए,
कोई न कोई मुझमें भी रस्ता ज़रूर है.
जब भी सफ़र हो धूप का साए की तलब में,
हर शख्श मुझको देख कर रुकता ज़रूर है.
चाँदी के चंद सिक्कों को कितना यकींन है,
ईमान चाहे देर से बिकता ज़रूर है.
किस्मत के जानकार नजूमी को देखिये, नजूमी=ज्योतिषी
लिखता नहीं है वो मगर पढ़ता ज़रूर है.
ग़ज़लों की ज़ायदाद का वारिस नहीं हूँ मैं,
लेकिन ये सच है मेरा भी हिस्सा ज़रूर है.
Hans kar bade tapaaq se milta zarur hai,
Mujhmein bhi magar koi to tanha zarur hai.
Toofaan mujhse hoke guzarte hain kisliye,
Koi na koi mujhmein bhi rasta zarur hai.
Jab bhi safar ho dhoop ka saaye ki talab se,
Har shakhs mujhko dekhkar rukta zarur hai.
Chandi ke chand sikkon ko kitna yaqeen hai,
Eemaan chahe der se bikta zarur hai.
Qismat ke jaankaar nazumi ko dekhiye,
Likhta nahin hai wo magar padhta zarur hai.
Ghazalon ki zaaydaad ka wARIS nahin hun main,
Lekin ye sach hai mera bhi hissa zaroor hai.
0 Comments